Bhuvan Bam Rahguzar
Спасибо, что зашли за нотами песни «Rahguzar» для . Нот нет на сайте, а может и во всем Интернете. Сделайте заказ качественной аранжировки сейчас, нажав кнопку ➤ ЗАКАЗАТЬ. Также вы можете оставить комментарий.
Not available
Description
Ноты «Rahguzar» подойдут для игры на таких инструментах как и других.
If you do not have sufficient skills to play this song, then apply for a search for easy notes or chords.
You can download similar sheet music, midi, chords or tabs, watch video tutorials, order a search or arrangement of notes and chords for any instrument and much more!
...
Bheed mein hai mann kyun akela
Ghul mill gaye hain anjaan chehre
Kaun hai ab mera basera
Tu jo nahi hai ab saath mere
‘gar aana hai toh jaldi chala aa
Rootha khada hoon darwaaze pe
Gaye kyun magar mere humsafar
Jahaan ka mushkil milna pata
Mere dil zara usi rahguzar
Pe le chal mujhe phir ik dafaa…
mmm mmm…
Raat ki jaagi aankhon ne dekha savera
Beete na jaane aise kitne maheene
Chubhan ghutan hai mann ke mere sage yaar
Chhode na chhute aise jigri kameene
Khuda se mere hai meri iltija
Tujhse milla de ya khud se
Gaye kyun magar mere humsafar
Jahaan ka mushkil milna pata
Mere dil zara usi rahguzar
Pe le chal mujhe phir ik dafaa…
‘gar aana hai toh jaldi chala aa
Rootha khada hoon darwaaze pe
Ghul mill gaye hain anjaan chehre
Kaun hai ab mera basera
Tu jo nahi hai ab saath mere
‘gar aana hai toh jaldi chala aa
Rootha khada hoon darwaaze pe
Gaye kyun magar mere humsafar
Jahaan ka mushkil milna pata
Mere dil zara usi rahguzar
Pe le chal mujhe phir ik dafaa…
mmm mmm…
Raat ki jaagi aankhon ne dekha savera
Beete na jaane aise kitne maheene
Chubhan ghutan hai mann ke mere sage yaar
Chhode na chhute aise jigri kameene
Khuda se mere hai meri iltija
Tujhse milla de ya khud se
Gaye kyun magar mere humsafar
Jahaan ka mushkil milna pata
Mere dil zara usi rahguzar
Pe le chal mujhe phir ik dafaa…
‘gar aana hai toh jaldi chala aa
Rootha khada hoon darwaaze pe